Key board me apni image kaise lagaye

Aaj ki iss post mein hum aap sabhi ko batane vale hai aap apne keyboard mein aap apna pic, photo , image kaise laga sakte hai



sabse pehle aap ko play store me jana hai our waha search karna hai

Google Indic Keyboard

Waha se aap google keyboard apne mobile me install kar lijiye install karne ke baad aap apne mobile phone ke settings me jaiye waha par aap ko ek option mil jayega

Advanced settings

ka aap waha par click kijiye click karne ke baad

Language & input

par click kijiye uske baad aap ke samane ek new page open ho jayega waha bhi ek chiz likha hoga

Current keyboard

To aap waha par click kijiye aur waha se google indic keyboard ko select kar lijiye select karne ke baad

Just uske niche me ek option hoga google Indic keyboard aap waha par click kijiye

aur aap my image par click kar ke set kar dijiye uske baad aap ka image aap ke keyboard me aaya hoga


To friends aasa karte hai ki aap ko ye video pasand aaya hoga agar aap ko pasand aaya hai to aap humre channel ko subscribe kar lijiye iss link par click kar ke






application Download Links

11 comments:

  1. Initially, you can begin with central picture altering services, for example, picture veiling and clipping path.
    clipping path service

    ReplyDelete
  2. There is no question that in the present online as well as disconnected showcasing efforts, images assume the most significant and critical part in getting the notice of perusers. clipping path company

    ReplyDelete
  3. In this cycle, a fake doll is utilized to photograph a wide range of clothing.
    ghost mannequin service

    ReplyDelete
  4. "AI-generated art challenges the idea of art as a purely human endeavor." ai image video

    ReplyDelete

Powered by Blogger.