YouTube Vs Blogger || YouTube And Blogger Mein Different Kya Hain

YouTube Vs Blogger, YouTube & Blogger Kya Hain
Aaj Hum Aap Ko Batayenge YouTube & Blogger Mein Kya Difference Hain


Hello Dosto Aaj Ki Iss Article Mein Hum Aap Ko Batayenge Blogger Kya Bain Aur YouTube Kya Hain

What Is Blogger and YouTube (Blogger & YouTube Kya Hain)

Dosto main aap ko bata du Blogger & YouTube Dono google ka hi prodect hain jaise ki YouTube, Google Photo, G-mail, Google Drive, Blogger Etc...

YouTube & Blogger Creator Ko Kaise Paisa Pay Karte Hain

YouTube Aap ko Pay Karta Hai Google Adsense Ke through aur Blogger bhi aapko Pay Karte Hain Google AdSense ke through Kyunki dono google ka hi product hain Har month ke end mein earning finalize hoti hai uske baad aapke AdSense account mein Aapka Paisa add kar diya jata hai Jab aapke AdSense account $100 Ho Jaate Hain toh Google AdSense aap ke bank account mein Paisa send kar dete Hain 23 Tarik se 25 Tarik ke andar mein

YouTube & Blogger Mein Difference Kya Hain

YouTube
Agar main aap ko yaha par thoda samjha pau to YouTube Aap ko 2000 views ka 1$ deta hain ye fixed nahi hain kisi ko jayda bhi milta hain kisi ko kam bhi milta hain, channel kis category ka hai usi hisab se Milta Hai

Blogger
Blogger YouTube Se 60% Achha Hain YouTube par aap ko hamesha CTR Ka problem, Strike Ka Problem, Aur To Aur paise bahut kam milta hain Buhut Sare problem hote hain YouTube par but blogger par itna problem nahi hain aap sirf article achhe se likhiye aur uska SEO Kariye Aur Paisa Kamaiye , YouTube Par aap ko 2000 views ka 1$ milta hain aur aap ko blogger par 2000 views ka 6-7$ milta hai

YouTube & Blogger Kon Chiz Mein Mehnat Jayda Hain

YouTube Main aap ko batana chahunga shayad aap logo ko pata hoga YouTube ke baare mein YouTube par jitne bhi creator hain, sabhi YouTube se paisa kamate hain, agar wo apne channel ko monetize kiye hain to, unko paisa milta hain, video upload karne ka unke videos par jitna views aayega ushi hisaab se youtube usse pay karte hain

Blogger
Same Iss Prakar hai blogger Agar aap blogger par Article likhte hai aur aap ke artical par jitna views Aayega usi hisaab se blogger aap ko aap ko pay karta hai

YouTube
Youtube par aap ko video upload karne ka paise milta hain Blogger
Aur blogger par aap ko article likhne , video upload karne, photo, upload karne ka paisa milta hain YouTube Se Kafhi achcha hain blogger Leikin blogger par aap ko mehnat jayda karna padega kyunki YouTube par aap ko sirf video bana hota hai to aap fata fat se video bana lete hain bol kar but aap ko blogger par post likhna hota hain hai to iss mein time lagta hain article likhne mein thoda mehta hain lekin paisa bhi jayda hain YouTube ke hisaab se

Aap Ka Question

Aur aap abhi boliye ga comment mein tum to bole the video upload kar ke bhi paise kama skate hain blogger se Ha kama sakte hain but YouTube itna bada petfrom hain Video ka to kon aap ke website par aake video search karega, koi aap ke website par video dekhna pasand nahi karega Agar aap article likha rhe hain to usi mein video bhi aad kar sakte hain kyun ki jitne bhi visitors aap ke website par visit karega to unko achha se samjh mein aajayega Kyun ki bahut sare log aalshi bhi hote hain jo article padna nahi chahte hain, agar aaise log aap ke website ka visit karte hain to unko aacha lagega aur aap ke website par wo bad bad visit karega Agar aap ek youtuber hain to aap apne YouTube video ko add kar sakte hain apne website mein embed kar ke, aap ke channel par bhi views aayega aur aap ko websitese se bhi views mil jayega to dubal fayda hain, aap ka iss mein To dosto aap aasa karte hain ki aap log samajh gye honge ki YouTube kya hain aur blogger kya hai agar aap ko post likhna accha lagata hain to website banaiye blogger par aur paisa kamaiye
Agar aap blogger banana chahte hain to aap ko hamare website par blogger ka puda corse Free mein mil jayega Link niche mein diya huaa hain


   Thanks For Visiting My Website

No comments

Powered by Blogger.