Tatkal ticket cancel train IRCTC


Hello Friends Kaise Hai Aap Sab Aap Sabhi Ka Welcome Hai Dekhte Rahiye Sikhte Rahiye .Com Mein

Aaj ki is post mein hum aap ko Banayenge Aap apne mobile laptop computer se tatakl ticket cancel kaise Kar Sakte hai 

Friends Kabhi Kabhi Aaisa bhi hota hai ki hum log tatakl ticket online book karte rahte hai aur Kabhi Kabhi waiting ticket book ho Jata hai pheer hum log Sochte hai Kashi hum pehle hi genragel qaota waiting ticket book Kar Lete to Achha rehta

Lekin Confirm Ticket ke Chakker Mein Kabhi Kabhi waiting ticket hi book ho Jata hai phir hum log us tickets ko cancel karna chahte hain 

To chaliye hum aap ko batate hai aap tatkal Ticket kaise cancel Kar Sakte hai
To Sabse Pehle Aap ko IRCTC ke website par visit karna hoga us ke Baad Aap Apna user I'd and password Dal Kar log in par click kijiye

Railway cancel ticket website Click Here

  • Uske Baad Aap IRCTC account ke Saath log in ho Jaiye ga uske baad Aap ko
  • My account mein click karna hoga
  • Uske Baad my transaction mein clCli Karna Hoga
  • Uske Baad booked tickets hestroy mein click karna hoga
  • Uske Baad Aap Ke Samne Aap ko ticket aa jayega 
  • Uske Baad Aap ticket par click kijiye Jis tockti ko aap cancel karna chahte hai
  • Uske Baad Aap cancel ticket par click kijiye
  • Uske Baad Aap Aap ok Kar dijiye Aap Ka tickets cancel ho jayega

Us Ke Baad Aap Ka Paisa aap Ke account mein aa jayega 7 working days ke under
Jis Chiz se aap payment kijiye hoge Usi mein Aap ko Paisa as jayega jaise Paytm, net banking, debit card,

1 comment:

Powered by Blogger.