HOW TO DOWNLOAD STREAM LABS APP and USE STREAMLABS APP

Dosto aaj ki is post me hum aap ko bataye hai aap apne mobile se kisi bhi games ko youtube ya facebook par kaise live stream kar sakte hai aap game khelte hai aur use stream karna chahte hai to is post ko puda padhiye

To Sabse Pehle aap ko apne mobile me streamlabs app ko install karna hoga us ke baad aap apne mobile me is app ko install kar lijiye aur open kijiye aue ke baad aap jaha bhi live stream karna chahte hai us ke saath log in ho jaiye
Log in hone ke baad aap ko 3 lines par click karna hoga aur aap ko editor me click karna hoga
use ke baad right side ke 3 lines par click kijiye us ke baad ek new page open hoga add a layer  to aap ko puls me click karna hai aur jo bhi chiz aap apne live stream mein dikhana chahte hai wo sab kuch add kar dijiye aur right par click kijiye use ke baaad ek new page opne hoga live ka to aap live ke icon par click kijiye  aur stream gMES me click kijiye us ke baad stream to main channel par click kijiye us ke baad aap ka live stream start ho jayega us ke baad aap back botton daba ke back ho jaiye aur games kheliye aap ka streaming chalu hai agar aap band karnaa chahte hai to aap phir se streamlabs aap ko open kijiye aur stop kar dijiye

6 comments:

Powered by Blogger.