health id card kaise banaye | health card apply online

 Hey guys aaj ki is post mein my aap logo ko batane wala hoon aap apna health id card kaise banana sakte hain free hain guys health id card bannae ke aap ke aadhar card mein aap ka mobile number register hona jaruri hain tab hi aap health card bana sakte hain agar aap apna health id card banana chahte hain toh is post ko puda padhiye

Dosto my aap ko bata du health id card banne ke liye sabse pehle aap ko https://healthid.ndhm.gov.in/ web site par jana hoga aur waha par ek button dikhega create your health id card now toh aap us button mein click kar ke apna health id card banan sakte hain free mein


Jab aap create your helath id card now mein click karne toh aap ke pass ek button aayega generate via aadhar toh aap genarte via aadhar mein click kijiye aur apna aadhar card ka number type kijiye uske baad aap ke phone mein ek otp aayega toh aap us otp ko enter kijiye aur next mein click kijiye uske baad aap ko apna mobile number enter karne ko bolega toh aap apna mobile number enter kijiye uske baad aap ko phir se otp recevid hoga toh aap us otp ko type kijiye uske baad aap ka hhealth id card ban jayega toh aap download ke button mein click kar ke id card download kar sakte hain

Go To Government Health Offical Website 



Health card kaise banaye, Health card, Health id card kaise banaye, Health card online apply, Health id card apply, Health id card online apply, Health card kaise banate hain, Health card kya hain, Health id card kyun banate hain, Health card ke fayde, Health card ke benifit, Health id card benefits

No comments

Powered by Blogger.