Paytm kya hai aur kaise istemal kare || Paytm ka account kaise banaye

Dosto aaj ki is post mein hum aapko batayenge aap Paytm ka account kaise bana sakte hain
Agar aap Paytm istemal karna chahte hain ya aap Paytm use karna chahte hain to aap iss post ko Aakhri Tak badhte rahiye
is post Mein Aaj hum aapko batayenge aap Paytm ka account kaise bana sakte hain Apne Android mobile se aur hum aapko Yeh bhi batayenge ki Paytm kya hai aur Paytm se aap kya kya kaam kar sakte hain to Chaliye is post ko continue Karte Hain


Paytm Kya hai

Paytm ek online batua aur online bank Paytm 1 Android application hai Jahan Se Apna Har kaam kar sakte hain
Mobile recharge kar sakte hain 
Bijli bill payment kar sakte hain 
Online  movie ticket book kar sakte hain 
Online train ticket book kar sakte hain 
Aap ek bank account se dusre bank account mein Paisa send kar sakte hain 
Online shopping kar sakte hai 
Play Store ka coupon kharid sakte hain 
DTH recharge kar sakte Etc...
 Ityadi aap Paytm se bahut Sare kaam kar sakte hain jo aap Soch bhi nahi sakte hain Paytm 1 Bank bhi hai Paytm Mein aap  Apna bank account bhi  open kar sakte hain aur aap ATM card (debit card) bhi le sakte hain

Paytm ki khasiyat

1. Paytm ko RBI dwara Manyata prapt hai
2. Paytm aap ke saath kabhi bhi Dhoka nahi karega
3. Agar aap Kisi wrong number par recharge kar dete Hain To aap ka Paisa Wapas kar diya Jayega
4. Paytm Hamesha aapke liye behtareen offer Lekar Aate Rehte Hain
5. Paytm app ko debit card we provide Karate Hain
6. Aap Paytm se Ek Doosre Ke Paas Paisa beach bhej sakte hain aur prapt kar sakte hain

Paytm ka account kaise banate hai




Paytm ka account banane ke liye sabse Pehle Aap Ko Paytm app download karna hoga app Play Store se Paytm app download kar sakte hain Paytm app download karne ke baad aap Paytm application ko open kijiye open karne ke baad aap se aapka language Pucha Jayega aap apna language select Kar Lijiye uske baad user ke symbol. Click kijiye

uske baad Aap Ke Samne 2 option aa jayega create a Paytm account
login to PayTM
Agar Apke Pas Paytm ka account already say hi to aap apna mobile number dalkar login Kar Lijiye
Agar Apke Pass Paytm ka account nahi hai to aap abhi tak Paytm Mein Apna account nahi Banaye Hain To aapko create a Paytm account par click karna hoga uske baad aap apna mobile number name email ID Dal kar Paytm mein account bana Lijiye ek baat Ka Dhyan Rahe Paytm ka password type karte waqt aapko capital letter small letter character symbol sab kuch mix Karke password banana hoga example ke liye Abcdefg12&%#@*&$

Iss Prakar se aapko password dalna hoga uske baad Aap Ke Samne aapka document Pucha Jayega aap Aadhar Card select Karke Aadhar Card ka number check Karke submit kar dijiye uske baad aapka Paytm account ban jayega uske baad aapko KYC complete karna hoga KYC complete karne ke liye aapko Paytm agent Ke Paas Jana Hoga aapke Shahar Mein Kahi par Paytm ka agent hoga agar aap ko malum nahi hai to app is number

011-3377-6677

par call Karke pooch sakte hain ki Hamare Aas Pass Paytm ka agent kaha par hai Paytm agent kaha par hai yeh pata karne ke baad aapko wahan par Jana Hoga aap apna Aadhar Card Saath Mein Le Jayega uske baad aap se aap ka mobile number aur aapka Aadhar card number Pucha Jayega aap Paytm agent ko aap apna mobile number Aadhar Card ka number mujhe de dijiye uske baad aap ke Paytm ka KYC successfully complete ho jayega uske baad aap Paytm Se Har kaam kar sakte hain aap mobile recharge kar sakte hain prepaid postpaid DTH recharge kar sakte hain Bijli bill Bhar sakte hain train ticket book kar sakte hain aap Har kaam kar sakte hain

I hope Dosto ki aap sabhi ko yeh post Pasand Aaya Hoga hum aapko Agle post mein batayenge aap mobile recharge bill payment train ticket ek bank account se bank account me paisa Kaise transfer Karte Hain Yeh sab kuch hum aapko Agle post mein batayenge

To is post me Itna hi To Milte Hain ek naye post ke sath to tab tak ke liye good bye

1 comment:

Powered by Blogger.