Mobile recharge kaise kare ghar baithe paytm se || How To Mobile Recharge Paytm App Through

Mobile recharge kaise kare ghar baithe paytm se 


Dosto aaj ki iss post mein hum aap ko batayenge aap paytm se apna mobile recharge kaise kar sakte hai

Paytm kya hai || PayTm ka account kaise banaye

Hum aap ko iss se agale post mein bata diye the ki paytm ka account kaise banate hai aur KYC kaise karte hai

To chahiye aaj hum aap ko batate hai aap apna mobile recharge kaise kar skate hai ghar baithe paytm se

Agar aap ka paytm account ban gya hai to aap ko sabse pehle

Paytm ka application (App) open karna hoga uske baad

Mobile ke option par click kijiye


Uske baad prepaid or postpaid select kijiye


Uske baad aap apna mobile number type kijiye 10 digit ka


Uske baad current operator apne aap aajayega
Uske baad aap amount type kijiye kitna ka recharge karna chahte hai

Uske baad Fast Forward par click kijiye

Uske baad proceed to recharge par click kijiye

Uske baad ek new Page open ho jayega aap apna Atm Card ya Credit Card Ya UPI se payment kar dijiye uske baad aap ka mobile recharge successful ho jayega


To dosto aasa karte hai ki aap ko ye post pasand aaya hoga agar aap ko kahi par dikat hai to aap mujhe comment. Box me puch sakte hai hum aap ka help 100% karenge

To iss post me itna hi milte hai ek new Post ke saath to tab tak ke liye good bye

I'am Shiv Shankar Kumar

No comments

Powered by Blogger.